Tauba Lyrics - Badshah | MIxlyrical.blogspot.com

0

Tauba Lyrics - Badshah


Tauba This song by Badshah and Payal Dev. Badshah and Payal Dev have also written this song Lyrics. The music video of this song is directed by Punit J Pathak.

Song Info

Singer: 

🧑‍🎤

Badshah, Payal Dev
Lyricist: 

🎶

Badshah, Payal Dev
Music: 

🎵

Aditya Dev
Director: 

🎬 

Punit J Pathak
Choreography: ✨🕺💃 🎶Punit J Pathak
Director Of Photography:🎥👨🎬 🪐🍂🎞️📺Dhruwal Patel
Music Label: 🏷️Apni Dhun

Tauba Lyrics

Ve ek look maahi tera
Jaan le jaaye mera
Sar pe chadh jaaye para
Hosh udd jaaye sara

Ve ek look maahi tera
Jaan le jaaye mera
Sar pe chadh jaaye para
Hosh udd jaaye sara

Feeling samajh le dildara

Dil-e-naadan haaye tauba
Hua nuksaan haaye tauba
In aankhon se tune dekha
Gayi meri jaan haaye toba

Ye baatein chhoti chhoti hain
Inhein badi naa banao
Laal rang wali aankhon walon ko
Jhandi hari naa dikhao

Shaitan hain sire ke hum
Humein pari na dikhao
Yeh aag aisi hai
Ise saawan ki jhadi na dikhao

Galat hai sab, par lage hai sahi
Aankhein band kar, daregi to nahi
Jo bhi main bolunga, karegi tu wahi
Jahan mujhe chhua tune, wahan tu gayi

Teri mai teri hu teri hu mai
Tu jaan le yaara
Ke dil me phool khile tere naam ke
Ye maan le yaara

Jo chahti hai tu humse
Hum kabhi wo kar nahi sakte
Ke jinme dil hi naa ho wo
Kisi pe mar nahi sakte

Feeling samjh le dildara

Dil-e-naadan haaye toba
Hua nuksaan haaye toba
In aankhon se tune dekha
Gayi meri jaan haaye tauba

Dil-e-naadan haaye tauba
Hua nuksaan haaye toba
In aankhon se tune dekha
Gayi meri jaan haaye toba


Post a Comment

0Comments
Post a Comment (0)